Welcome to The Biggest Web Site On Black Magic & kala jadu Amliyat Ki Duniya !

Welcome to The Biggest Web Site On Black Magic & kala jadu Amliyat Ki Duniya !
Showing posts with label Amliyat Roohani Mujrrab. Show all posts
Showing posts with label Amliyat Roohani Mujrrab. Show all posts

Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat

Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat:


Jab say yeh insan bana aik mukhalif quwwat shetan ki surat mei bhi sath bani jo insan ki sakht dushman ho gaye aur uskey peachay lag gaye jab tak woh usko gumarahi mei naa dal dey. isi key sath sath Allah Pak nay aik apni taraf say hamarey liay aik khas hifazat bhi rakhe hoye hey, yeh Kala Jadoo seekhana aur iski taleem dena sab shetani taqaton ka kam hey. agar koi bachna chahey bhi tou nahi bach sakta keon'key yeh tou hum sab he jantay hen key hamarey pyarey Nabi aleh salam per bhi jadoo ho geya ab aap aur meri kya oqat hey. yeh batanay ka maqsad Allah Pak nay Kala Jadoo mei kitni taqat rakhi hey.

Ab aap yeh khud andazah laga saktey hen key jado mei kitni power hey bas aik bat hey jesey aaj kal har jagah jisko khali cheenk bhi aaye tou usey Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat ka asar man leta hey jo key drust nahi hota. yeh koi mazaq nahi jo har kisi key bas ki bat bhi nahi jiska dil chaaha moun utha kar jadu ka name ley liya asal mei jab tak marz ki saheeh tareeqa sey tashkhees naa ho jaaye tou kuch bhi kehna drust naa hoga asal marz kya hey yeh pehle janana bohat zaroori hota hey.

Sifli Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat Ka Torr:


Yeh aik bohat khas qisam hoti hey shetani amliyat ki jis sey bohat tezi sey asar hota hey aur har tarah ka kam bahut jaldi ho jata hai. Sifli Kala Jadoo amal aik bahut he sakht amal hay jo ka commonly hindu log kia karte hain aise jadugar asal main aghore hote hain jo shamshan ghat ya verane main raha karte han ase log apna sab kuch jadu ki nazar kar date han or kanto par sote han. yeh log ajkal ka door main india main mojod han or pakistan afghanistan main bhi inka kuch shagird wagera mojod hain aise jadugar ka jadu boht sakht hota hay kun ka woh direct shayateen say madad mangta hay or shirk kar ka unko call karta hay isi liay sab sey mushkil kam yeh hey Kala Jadoo Ka Torr mumkin karna hota hey.

Aj har dosra shakhs he khud ko jadu ka victim samajhta hey jab key haqeeqat mei aia nahi hota asal mei masla kuch aur hota hey lekin hum kisi amil baba key pas ja kar apna rohani ilaj karwatey hen tou woh hamen mazeed pareshani mei daal deta hey. yehe wajah hey jab hamarey paas koi apney kisi masla key liay ya phir key Sifli Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat Ka Torr key liay aata hey tou hum uski pehley mukammal tehqeeq kartey hen phir hum uska quran se rohani ilaj kartey hen ta'key mareez per agar jadoo kiya geya hey tou uska ilaj mukammal ho sakey aur aayendah key liay bhi mukammal hifazat hoge.

Amil Kala Jadoo aur Jadu Ka Ilaj Quran Se:


Hamarey muashray mei bohat se buraaiyan janam lete hen isi tarah yeh bhi aik bohat barra fitna ban kar samney aaya hey jiska aazala karna bohat mushkil ho gaya hey. har kisi per koi na koi kisi bhi dushmani key liay Amil Kala Jadoo sey apney napak maqasid key liye kisi ko nuqsan pohncha nay key liye jadu krwatey hen. agar hum aik dosrey kay liay acha bura kartey hen tou uska ajar bhi usi surat mei milta hey lekin yeh sab shetani amliyat sey kiya jata hey. kale jadoo ka asal main sahi ilaj zikar ilahe say he possible hay kun ka Allah Quran main farmata hay ka jo mara zikar kare main uske hifazat karta hn. 

to ise sabit hota hay ka Allah uske hifazat karta hay jo uska zikar karta hay ab sawal yeh hay ko sa zikr or kisa tarteeb se kia jaye to yeh aik isre rare chez hay. Bazz okat aisa bhi dekhne main aaya hay kay joo Jadu Ka Ilaj Quran Se purana hota hay woh itna he waqt lata hay katne main to ager chote or kam azkar say na kata to zarori hay ka zikar ki tadad bhrai jaye lakin aik khas tariqa kar say is doran main kise kamil shakhs say pane katt bhe karwai jaye or sath main zikar ki tadad ko bhrana chahe to Kala Jadoo ka asar jaldi katt sake iskey elawah quran se mukammal ilaj mumkin hey.

Kala Jadoo Aur Shetani Amliyat Ka Tareeqa:


Hum say log phone kar key shetani amal key baarey mei pochtay hen hum unsey yehe kehtey hen yeh aasan kaam nahi hota inkay liye mehnat karna parrti hey. kisi bhi tarah ki amliyat ki duniya mei ya bhi zaroori hey kay Kala Jadoo bhi hon woh aik khaas tareeqa say kiay jatay hen iskey liay shetani help lena parrti hey. isi tarah jab hum jadu ki kat key liay ya jado key amal key liay koi mukhtalif azkar ki mukhtalif taseer hote hay is lie zaruri hota hay ka zikar azkar ko bhrahate waqt khayal rakha jaye ka ap ka tasalsul qaim rhe. asa na ho ka zikar azkar ka door nagah ho or tadad ka khayal na rakhain ya phr kabhi dill kia to zikar kia or kabhi na kia ase karna sahe nhn hay is lie zarori hay ka iska khyal rakha jaye.

Jab hum sey koi apney kisi masla kay hal kay liay apni problems key liay jado key amliyat kay baaray mei pochata hey tou hum usko apnay khaas mujrrab amaliyat sey aik aisa amal deaty hen jo 100% guaranteed chalta hey. agar koi khud sey Kala Jadoo Amliyat naa kar sakta ho usko hum jado ko khaas mantra khud sey kar key deteay hen aur kuch din mei he kam ho jaata hey.

Jadoogaron ke Batian or Aqedaha:


Kuch chezain jo ase logn main pai jate han aqeda paletge or jhoot par mabni chezain jise yeh logon main fasad barpa karte han or shayateen or apne nafs ko khush karte han who batain necha likh rha hn.

  • Gair Allah ka name pa niaz dilawana
  • Shariat ka ahkmat ko na mana ya shariat ka Mazak urana
  • Namaz ka bare main khna ka yeh mujhpa farz nhn hay
  • Paleet halat mian rehna ya nanga jisam rakhna
  • Langar nazar nayaaz dilwana kise giar Allah ka nam ki
  • Palet halat main tawezat likhna
  • Janwar jase suar uloo badnawar chipkle sanp sanda bijo wagera ko apne pas rakhna
  • Orton say parda na karna or unhn apne samne bthana
  • Chars ganjah khud bhe pena or murredon ko bhe pilana
  • Gair rasme mehfil or gair Allah ki batain kasrat say karna
  • Durga Ram Chandar Hanuman wagera ko mazhabe peshwa bana kar pesh karna
  • Allah or uske rasool ki baton ka bajye dunya ki chezon ko namuna bana kar pesh karna
  • Gair Allah ka name par janwar zibah karna ya khoon bahana
  • Choke ka amal karna ya kise bhe jin deeo bhoot devi ki choke lagana ka khna
  • Kala ilm say ilaj karna
  • Kise khas shatani shakal ka lagana ya latkana ya gale main dalna
  • Yad rakhain ka yeh chezain jis shakhs main dkhain foran use door hat jain kun ka who apke tabahe chahta hay kun ka jo khud apne eman ka soda shatan ka agy kar chukka hay use bhale ki ummed ap kia rakh sakte han ka who ap ko sedha rasta dkhaye gay ya jahannum ki raaah hamwar kare ga Allah ap or ham sab ko Quran parh kar samjh kar amal karne ki tofeq ata kare Ameen.

Kala Jadoo Amliyat Taweez Specialist:


Hamary paas jo apnay qadeem aur mujarrab aazmodah Amliyat aur Taweez hen woh kisi book mei nahi milen gay. aisay seena ba seena raaz hen jo fori asar kartay hen aur kisi bhi problem mei 100% chaltay hen. agar kisi kay sath koi masla ho problem ho tou hamaray aik Kala Jadoo amal sey woh hamesha kay liay khatam ho jaaye ge. hamara tou likha hoa aik taweez he kafi hota hey hum kisi bhi masla kay liay pehley kala jadu ka taveez teyar kartay hen phir usper amal parrhtay hen. jo hazrat  har waqt kay online Kala Jadoo Specialist ki talash mei rehtay hen woh mayoos naa hon agar jahan jhoot hay wahan koi sacha bhi hoga yeh tou nahi ho sakta har taraf jhoot he ho agara aisa ho jaye tou kayenaat ka nizam ulat jaaye ga, aur hum tou aik he baat karty hen kam tou Allah nay karna hay hum tou waseela ban jaty hen.

Ab kya pata aapkay masla key liay Allah hamaray sabab sey hal karwa day isi liay pareshan honey ki zaroorat nahi kisi bhi problem kay liay hum sey zaroor contact karen. hamaray khaas aur qadeem real Kala Jadoo Amliyat Taweez sey love problems, love marriage problems sab ka hal ho jata hay aap kisi amil baba kay pas janay ki zaroorat nahi hoge. amilbawahelp@gmail.com

Haziri e Mokelat by Surah Ikhlas


(Noorani Amal e Hazirat 100% Guaranteed) 


یہ حاضری مؤاکل کا ایک نہایت آسان سورہٴ اخلاص کا عمل ہے،شاید اس سے بہتر اور آسان عمل آپ کو نہ ملے۔صرف گیارہ دن کا عمل ہے لیکن مجرب المجرب ہے جو حضرات نورانی عملیات میں مختصر عمل کی تلاش میں ہر وقت رہتے ہیں، انکے لیئے نہایت آسان اور کامیاب ترین عمل حاضر ہے۔لہٰذا ہر خاص و عام کو دعوت دی جاتی ہے کہ اس سے بھرپور فائدہ حاصل کریں۔نمازی،پرہیزگارکی کامیابی کی گارانٹی ہے۔

پرہیز جلالی و جمالی کے ساتھ ہر وقت باوضو ہونا ضروری ہے نوچندی بدھ کی شب کھلے آسمان کے نیچے ایک لکڑی کی چوکی بچھا کر اس پر مصلّہ بچھائیں اور ایک مٹی کا برتن لے کر اس میں چینی بھر کر سامنے رکھیں اور اگربتی کا بخور روشن کریں اور اپنے گرد حصار کھینچیں۔پھر اول و آخر گیارہ مرتبہ درود شریف پڑھ کر  ایک سو ایک مرتبہ عبارت عمل مکمّل کریں اور دعا مانگ لیں۔اسی طرح روزانہ وقت مقرّرہ پر عمل کیا کریں پہلے تیسرے ، پانچویں ، ساتویں ، نویں ، یا گیارویں روز مؤکل ہاتھ جوڑ کر حاضر ہوگا اور عامل سے کہے گا میں حاضر ہوں،آپ پڑھائی بند کریں۔

اس وقت پڑھائی مکمّل کرنے کے بعد آپ اس سے کہیں میں تمہیں اپنے جائز کاموں میں مدد کے لیئے بلاؤں گا تم کو فورا آکر میرا کام کرنا ہوگا۔وہ اقرار کرے گا پھر آپ اس سے جلد حاضر ہونے کا طریقہ کار بھی پوچھ لیں اور بغیر بلائے حاضر نہ ہونے کا عہد بھی لیں وہ آپ کی تمام شرائط مان جائے گا۔پھر آپ اس سے تخت پر سے اٹھنے کا طریقہ کار بھی معلوم کر لیں، وہ جس طرح بتائے اس پر عمل کریں۔

پھر آپ مؤکل کو جانے کا حکم دیں۔اب آپ اس عمل کے عامل ہیں لیکن زکات قائم کرنے کے لیئے روزانہ گیارہ مرتبہ عبارت عمل ورد کرنا لازمی ہے۔ آخری دن کامیابی کے بعد سفید شیرینی پر موکلات کی نیاز ضرور دیں۔گیارہ دن تک باوضو رہنا ضروری ہے۔

نوٹ: عمل اور اجازت کے لئیے رابطہ کریں۔

amilbawahelp@gmail.com

Taskheer-e-Jinnat(Female Jinni)


بسم الله الرحمن الرحیم

(طالو طالو یا ملک الجنی یا اروس الجنی یا خوزی الجنی یا شریف الجنی
 بحق بسم الله تعالیٰ حاضر شو حاضر شو حاضر شو)

 عروج ماہ نوچاندی جمعرات یا اتوار سے عمل شروع کرے عمل ویران جگہ یا کسی مکان میں کریں،پرہیز جلالی و جمالی کرے، (٢١) دن کا عمل ہے کمرے کے چاروں کونوں میں شروع دن سے چار مٹی کے نئے چراغ رکھے جو عمل کے وقت جلائے پھر بھجا دے، (٧) رنگ کی مٹھائی اور کچھ پھول بوقت عمل پاس رکھے قبلہ رو ہو کر بیٹھے، اول و آخر (١٢٥) مرتبہ درود پڑھے پھر یہ عمل (٧٠٧) مرتبہ پڑھے، حصار لازمی کریں (١٤) دن سے اثرات شروع ہوں گے، (٢١) دن چار جنی عورتیں حاضر ہوں گی۔ نوٹ : اجازت شرط ہے۔

Powerful-conjured-female-watcher-djinn-jinn-genie:

Arooj mah No’chandi jumerat ya aitwar sey amal shuroo kren amal kisi weeran jagah Karen, prhez jalali wa jamali Karen (21) din ka amal hey kamrey key chaaron kono mei shuroo din sey (4) matti key new charagh rakhey jo amal key waqt jalaaye phir bhuja dey, (7) rang ki mithaaee aur kuch phool bhi paas rakhey qibla rukh bethay, awwal , aakhir (125) mrtba koi bhi drood parhey phir yeh amal for jinni (707) mrtba parhey, hisaar lazmi karey, (14) din sey asrat shuroo hon gey, (21) din bad female jinni hazir honge, beghair ijazat amal naa karen.

ROOHANI DUNIYA OR BEDARI BATNI AANKH

ROOHANI DUNIYA OR BEDARI BATNI AANKH:

Seedha beth kr reerh ki hadi or gardan ko ik seedh ma kr la.is ka bad ik TOLYA ya koi rooi dar kapra apni aankhoon pr mazbooti sa bandh la.is sa pehla dono kanoo ma bhi rooi dal da. kanoo ma rooi or phir ankhoon pr kapra bandna ka bad samna jo andhera nazar aay is ma dekhna ki koshish kara.

kapra ya tolya bandna ka asal maqsad ankhoon ko kuch time ka liya ghar mutharak karna ha.yani ankhoon ki harkat band ho jay.ankhoon ka black hisa nor palkan na harkat kara.

is exercise ko aap (30) minuts ya (45) minuts kara. wasa aap is ko jitna ziyada karanga utna hi ziyada faida ho ga.

is ka sath sath kam neend kara. yani apni neend sa thora si kam neend kara.

INSHA'ALLAH TAALAH chand din ka andar andar aap ki batni aankh bedar ho jay gi.

or aap ki roonahi shakhsiyat sa mulaqat ka silsala shooroo ho jay ga.


ap ki ANBIYA KARAM , OLIYA KARAM , HAZRAT KHIZAR alyhisalam, or MALAIQAT sa aap ki mulaqat sharoo ho jay gi.

 

                                            ANKHOON KA IK RAZ...!


humari ankh ka ik raz ya ha ka jab humari ankh jhapakti ha to huma image pohonchati ha.mgr hum samajta ha ka hamari ankh musalsal dakh rahi ha.jab hum ik cheez ko musalsal dekhta ha to wo cheez humari ankh sa ghayab ho jati ha.

is liya ab  ma aap ko ik wo bat mukhtasar tor pr batata hoon. jis sa sirf OLIYA KARAM ka ilawa koi nahi janta.

wo yeh ha ka humari aankha ka BLACK part or palak jab ghar muhtarak ho jay yani harkat na kara to is tarha humari aankh jo dakhti ha to wo humari rooh ki aankh dakhti ha.or rooh ki aankh hr ghayab cheez ko dakh sakti ha.

is theory ko mad-e-nazr rakh kr ma na yeh exercise batai ha. yeh ik bht qabil-e-qadr cheez ha.agr aap ghor kara.

MASHQ ISM JALALAHU ALLAH مشق اِسم اللہ جَلَّ جَلالَہُ


                   مشق اِسم اللہ جَلَّ جَلالَہُ                    


Zehan mei inteshar ho aur kheyal jam na sakay to pehley irtekaz-e-tawajjoh ki koi aala mashq kar lena zaroori hai un mashqon mei se shamma beeni , tasht beeni waghairah ki mashqen nehayat umdah hen aur in mei se kisi aik mashq ka amil muntashir khayalat ko samet kar aik nukta per markooz kar sakta hai , magar sab se aala mashq ism jalala "allah" ki mashq hai.

Lafz "Allah" kisi katib se khush'khat sunehri seyahee se likhwa kar apnay samnay rakh den aur intehayae yaksooye se us kaghaz per nazar jama den aankh jhapakna is amal mei mana hai is liay musalsal tik'tiki bandh kar dekhen jab aankhen thak jayen to amal band kar den is doran agar ism jalalahu "Allah" ka wird bhi karen to sonay per suhagay ka kam de ga.

chand youm ki mashq se aap tik'tiki bandh kar baghair aankh jhapkaye aasani se (20 se 30) tak dekh saken ge is k bad apnay dil ko samnay rakhen aur tasawwurati aankhon se dil per ism "Allah" ko naqsh karen jab aap ism jalalahu "Allah" ko (20) mint tak dekh saken ge to aap ko kisi mazeed mashq ki zaroorat na rahey ge aur aap fil'waqiya aik "sef-e-bar'aan"  ban chukay hon ge.

aap mei noorani maqnateesi quwwat bhar jaye ge log kha'makha aap ki taraf kheech aayen geY, kamal ki taskheer e khalq ho ge aap ka dil gunaho ki taraf raghib na ho ga Allah ka khof aap k dil per chaa jaye ga aur aap haqeeqat mei fil'waqiya Allah waley ban jayen ge.

MASHQ SHAMMA BEENI مشق شمع بینی


Soofiya e kiram "habs-e-dam" mei zikr nafi wa asbat kartay hen aur kehtay hen k aisey ba'kamal buzurg bhi guzrey hen jo habs-e-dam ki halat mei (200), (200) bar "laa ilaha ill'allah" ka vird kiya kartay thay , sans ki is mashq k bad soofiya kiram nay bohat see reyazaten ejad ki hen un sab ka maqsad sirf aik he hai k mutafarriq kheyali ka silsila toot jaye aur insani zehan aik nuqta per jam jaye. Jab insan "one pointed" ho jaye to us ki quvvat-e-basarat aur takhayyul ko insan to insan hevaan(janwar) bhi bardasht na kar saken.

Zehan ko namaz mei gharq kar diya jaye to namaz , namaz ho jaye aur ebadat , ebadat kehlaye yaksooye k beghair bhi koi namaz hai k zehan hazaron kheyalon mei uljha hoa hai aur zuban totay ki tarah namaz rahe hai, mei nay is mashq k bad aksar namazen is tarah parrhi hen k pori namaz band aankho k samnay likhi hoyee nazar aati hai aur mei intehayee khuloos se isey parrhta houn  bas yeh hai insan k aik nukta per markooz honay ka asar.

Irtekaz-e-tawajjoh ki bohat see mashqen hen magar sab se aeham aur nehayat mufeed mashq hai , "shamma beeni"  sharaye nukta nigah se mei nahi keh sakta k ulama e kiram  "shamma beeni"  ko kufar kahen ge ya shirk,  magar zehan ko 
"one pointed" karnay k liay is se behter mashq aur na koi hai aur na ho ge.

Fursat ka waqt talash kar k kisi aise kamray mei chaly jayen jahan kisi qisam ka shor na ho , kisi k aany ka khatka na ho  kamra band kar den waqt rat ka ho to behter hai sardi ho to koi chader oper le len agar garmi ho to pas-e-pusht bijli ka pankha laga den magar pankha itna tez bhi na ho k shamma bujh jaye kisi qisam ka andesha na ho  koi fikr na ho  kahen bahar janay ki jaldi na ho  kisi meharban ka intezar na ho  gharz yeh k  sab andeshay door kar k kamra (room) mei tasalli se beth jayen jis bhi position mei aasani mehsoos ho usi position mei beth jayen.

Aik shamma ya mom'batti jala len (mom'batti sab se behter hai) apni aankhon k barabar onchaye per rakh den aur us maqam ka andazah pehlay se kar liya geya ho  shamma aap se zeyadah se zeyadah (4) feet door ho , ab zehan se sab kheyalat ko yak'dam khali kar den bilkul khali zehan ho jayen har qisam k tafakkurat se door aur kheyalat se door.

Aik ya do bar habs-e-dam kar k mom'batti ki loh per aankhen garr den  aankhen thakti hen to thaknay den nak se pani behta hai to behnay den aankhon mei chubhan hoti hai to honay den magar loh se aankhen hargiz na hataen aankhen hargiz na jhapken  bas mom'batti ki loh per aankhen jami rahen aap ka kheyal mom'batti ki taraf ho aap ko is shua'a k siwa aur kisi bat ka vehm-o-kheyal tak na ho jis qadar aasani se mashq jari rakh saken jari rakh kar yak'dam aankhen band kar den (5) mint aankhen band kar k khol den mom'batti ko bujha kar bahar aa jayen  sard pani se aankhon ko cheentay maren aur khamoshi se bister per let jayen aur so jayen yeh mashq us waqt karen jab k aap rat k tamam kamo se farigh ho chukay hon aur is mashq k bad aap ko foran he so jana ho.

Chand youm ki mashq k bad aap ko mom'batti ki loh se mohabbat ho jaye ge mutafarriq-ul-kheyali ka silsila toot jaye ga aur kafi der tak mom'batti ki loh se aankhen larranay k bawajood aap k sar mei dard na ho ga aankhon mei chubhan na ho ge nak se pani na bahey ga aap ko mom'batti ki loh mei ajeeb-o-ghareeb mushahidat hon ge kabhi janwar nazar aayen ge khas kar aik sher chand dino k bad nazar aaya karta hai us k elawah mom'batti k jaltay hoay dhagay mei mujhay aik khoobsurat aurat nazar aaya karti hai aur aik sunsan sehraa , gharz yeh k isi qisam k manazir is loh mei dikhaye detay hen is qisam k nazaron mei meray apnay tasawwur ka koi dakhal na tha bal k jo kuch bhi nazar aaya to qudrati tor pe nazar aaya ya meray la'shaoor ki teh mei chupi hoyee kisi bat ka aks tha.

Shamma beeni ki mashq kam'az'kam (2) mah tak jari rakhna zaroori hai is mashq k mukammal honay ki daleel yeh hai k aap (45) mint tak shamma ki loh se aankhen larranay se aasani se dekh saken is mashq ki takmeel ka wazeh saboot yeh bhi hai k agar aap kisi soye hoay kuttay ya billi ko ghour se tik'tiki bandh kar dekhen to woh harr barra kar uth bethay bal k peechay lag jaye  ya aagay jatay hoay kisi shakhs k pas-e-gardan aankhen garr den to woh shakhs peechay murr kar dekhnay per majboor ho jaye.

Tawajjoh ka aik nukta per markooz hona ta'ajjub khez natayej lata hai  "shamma beeni" ki (2) qismen hen aik zahiri aur dosri batini.

Zahiri shamma beeni ka zikr to ho chuka , 
"batini shamma beeni" yeh hai k aankhen band kar k tasawwur k aalam mei apnay dil per shamma jalayen hoo ba hoo shamma, usi tarah loh ,usi tarah roshni jhilmilahat, koshish aur tawatur mashq se is tasawwur mei itni pukhtagi peda karen k agar aap mutwatar aadha ghanta tak yeh tasawwur karen to tasawwur mei shakistagi na ho aur tasawwur bilkul barqarar rahay jab yeh aalam ho jaye to samajh lijeay k aap ki batini aankh bedar ho chuki hai us batini aankh se aap door bethay hoay rishta'daron ko asal halat mei dekh saktay hen , logo k zameer se waqif ho saktay hen , kashf-e-qalab jari ho sakta hai, aanay walay waqiyat ka qabal'az waqt pata chal sakta hai , har sawal ka sahee jawab aap aankhen band kar k de saktay hen goya aap per alqaye ghaibi ho ga aur jo bilkul durust ho ga aur is mashq mei bhi ta'ajjub khez baton ka inkishaf hota hai aur jahan tak meri research ka talluq hai yeh inkishafat 100% durust hotay hen goya kashf hasil ho jata hai aur agar aap is tasawwur k sath sath "ism jalal Allah" ka vird bhi karen to shamma ka yeh noor sare jism mei noor ban kar phel jaye ga.

MASHQ HABS-E-DAM مشق حبس دم

    مشق حبسِ دم     

Insani zehan hazaron kheyalon ki dal'dal mei phansa hoa hai talazum kheyal ka yeh aalam hai k "allah" ki namaz mei bhi beeson kheyal ubhartay hen agar aap apnay zehan ki yeh gard jharr den aur mutafarriq-ul-kheyal honay ki bjaye aik nukta per apnay kheyal ko markooz kar den to aap yaqeenan mafooq hasti ban jayen jab aap ki tawajjoh taqseem na ho sakay jab aap ka kheyal aik nukta per jam jaye to aap mei inteha ki quvvat-e-maqnateesiyat aa jaye ge.

Tawajjoh ko sametnay k liay aur aik nukta per lanay k liay sab se pehlay aap ko sans ki mashq krna lazim hai sans ki mashqen mukhtalif hen magar un sab mei se behter hai, "habs-e-dam" .


Aap koi fursat ka waqt talash kar k shumal ki tarf moun kar k is halat mei beth jayen k aap k badan ko koi takleef mehsoos na ho , seena tan len , moun band kar den, aankhen band kar k aik lamba magar aayehista  aayehista sans len moun k zariay nahi bal k nak k zariay aur jab aap k pheprray hawa se bhar jayen to sans ko rok den is had tak roken jitna  aap aasani se rok saktay hen aur is k bad aayehista aayehista sans nak k nathnay se bahar nikal den  lamha bhar k liay sukoon le len phir isi tarah "habs-e-dam" karen.


Yeh mashq ibteda mei (10) mint se shuroo karen aur zeyadah se zeyadah aik (1) ghantay tak yeh mashq kiya karen aur koshish yeh kiya karen k aap zeyadah der tak sans ko rok saken zeyadah der tak "habs-e-dam" karnay mei aap ko woh maza aaye ga k aap ka dil chahay ga k sans aaye he nahi.


Habs-e-dam k bohat se fawayed hen , dimagh roshan ho jata hai , basarat tez ho jati hai, asaab mei quvvat aa jati hai, hafiza barrh jata hai, daayemi nazla-o-zukam ruk jata hai, pheprray k aksar amraz ka yeh aik aala tareen roohani elaj hai, qabz khul jati hai, bhook barrh jati hai aur insani zehan aik nuqta per markooz honay k liay musta'ad ho jata hai.

Learn Kala Jadu Online

Learn Kala Jadu Online:


Hum sey bohat sey Loago ney contact kiya key hamen kala jadu seekhna hey, isi liay aaj hum yeh post kar rahey hen key aap Learn Kala Jadu Online kar saktey hen Jaddu ki haqeeqat to hum sab janty hen Islam mei Jaadu key mutalliq kya beyan hen, Issi liay hum pehle bata detey hen agar koi kala jaadu seekhna chahta hey to woh achi tarah soch samajh ley qeyamat key din apney aamaal ka zimmadar khud hoga, kala jadu har koi seekh sakta hey jo mehnat kar sakta hey jo log jald bazi sey kaam letey hen woh kabhi bhi kisi manzil per pohnch saktey aisey log shortcut ki telaash mei apna waqt barbad kartey rehtey hen aur saalo bad bhi manzil nahi milti kalajadu seekhna hey to mustaqil mizaaji chahiay hoge, har kam ka aik tareeqa hota hey jadu bhi seekhna chahtey hen to jaduu key asoool aur qawaid ko manana parray ga. 

Kala Jadu karna: 

jin hazrat ko kalajadu ka bas name he pata hey unkey liay kala jadu karna bohat mushkil ho jata hey keon key woh jadu ka ilm nahi rakhtey aisey log agar kala jadu karna chahtey hon to unhen kala jadu learn karna hoga aur yad rakhen jadu karna sirf amil kamil sey seekh kar hi kiya jaa sakta hey khud sey kalla jaduu karna sey jani,maali nuqsan hota hey beghair ustad kamil ki ijazat aur rehnumaye aap koi amal nahi kar saktey kisi amliyati book ya internet sey parrh kar koi bhi amal bila tasdeeq jadu ka karna sakht jani wa mali nuqsan ka bayes ho sakta hey.Learn Kala Jadu Amliyat Online.

Kala Jadu Book:

 kuch log khud sey baazar sey kala jadu book khareed kar amliyat karna shuroo kar detey hen aisey bohat shadeed jaani wa maali nuqsan rujjat ho jaaya karti hey, kala jadu ki books jo bazar sey milti hen unka koi bhi amal ya kalaa jaddu taweez bina amil kamil ki ijazat hargiz hargiz mat karen.

Kala Jadu Urdu:

 aap kisi bhi country mei hon kala jadu urdu,hindi,english,arabic har zuban mei books mei mil jaata hey lekin jesey hum pehley bata chukey hen agar aap ka koi ustad e kamil nahi to aap hargiz jaduu ka koi bhi amal mat karen, hamarey pakistani kala jadu urdu ki books mei sey amliyat kartey hen aur phir rujjat ka shikar ho jaatey hen kuch to apni zindgi sey hath dho bethtey hen so best tareeqa amil ki ijazat sey kiya jaaye aur zer-e-nigarani har amal kiya jaaye.

Learn Kala Jadu online (4) parts hen :


1-Learn Kala Jadu Mohabbat:


Yeh Mohabbat ka Jadu hey, jo log apney Lover key liay kala jadu seekhna chahty hen unkey liay hum ney Learn Kala Jadu Mohabbat rakha hey ta'kay woh kala jadu for love learn karen aur Mohabbat ka chalta jaduu seekhen, hum sey zeyadah tadad mei log kala jadu mohabbat amliyat learn karna chahtey hen unkey liay hum mohabbat ka jadu course online seekhatey hen, kisi bhi maqsad ko paany key liay mustaqil mehnat ki zaroorat hoti hey hum kala jadu Mohabbat Amal karwa detey hen jiskey Amil honey key bad aap Mohabbat ka Jaadu key Amil ban jaatey hen aur Mohabbat ka koi bhi masla ho,husband/wife love problems,girlfriend/boyfriend love problems,all love problems solution hamarey amliyat Learn kala jadu Mohabbat complete course karney sey woh 100% hal ho jaata hey.

2-Learn Kala Jadu Adawat:


Adawat ka jadu kese hota hey, bohat sey log apney dushman(enemy) ko saza deney key liay Learn kala jadu Adawat kartey hen, adawat kisi sey bhi ho sakti hey koi bhi jis ney aapko koi takleef de ho ya aap ko nuqsan diya ho ya jiski wajah sey aap ka nuqsan ho raha ho kala jadu for enemy(adawat) bhi keh saktey hen ya phir husband/wife mei adawat peda karni ho koi bhi maqsad ho jiskey bhi marzi darmiyan mei adawat peda karna chahtey hon uskey liay best learn kala jadu adawat online,agar aap adawat ka jadu learn karna chahta hen to hum sey contact karen hum aap ko apni ijazat aur nigrani mei kala jadu adawat mukammal course karwayen gey aur aap adawat amliyat key amil ban jaayen gey.

3-Learn Kala Jadu Amliyat:


Jo Amliyat key shouqeen hazrat hen aur Jinn,pari,hamzad,moekal ki taskheer ya hazirat kala jadu amliyat sey karna chahtey hen unko bata den yeh sab sey mushkil tareen aur intehaaye khatarnak kaam hey jis mei 99% aap ki jaan jaaney ya rujjat honey ka khatara mojud hey, hum ney bhi apna bohat nuqsan uthaaya phir jaa kar taskheerat mei kaamyab hoye jo koi bhi chahta hey kalaa jaduu amliyat sey hazirat hon to woh learn kalla jaduu amliyat mukammal course karen phir Inshaa'Allah koi nuqsan nahi hoga aur bohat kam chances hon gey,kalla jaduu amliyat baraye taskheer wa hazirat mei Rujjat ya Nuqsan keon hota hey ? sab sey barri wajah ustad e kamil naa hona agar yehe drust nahi to phir jald ya baa dair nuqsan har haal uthaana parre ga, phir Insan ka khud ka khof usko maar deta hey ya rujjat mei daal deta hey jese koi amal e jinn karna hey achanak khofnak shakal ki koi cheez aa jati hey to achanak dekhna insani dil demaagh bardasht nahi kar pata uski hebat ko khof taari ho jaata hey dil ki dharrkan tez ho jaati hen demaagh sunn ho jaata hey kaam karna chorr jaata hey aur phir nuqsan uthaana parrta hey kuch log dorna e chilla jab koi khofnak manzar aata hey bhaag jaaney mei kaamyaab ho jaatey hen magar unko sakhat rujjat ho jaati hey kher ustad e kamil hi sey aap learn kala jadu amliyat online seekh kar kamyab ho saktey hen neache link mei kallajaduu amliyat hen aap apni marzi ka koi bhi amal hamari ijazat aur nigrani mei kar saktey hen.

4-Learn Kala Jadu Ka Tor:


Aj key dour mei yeh masla bohat aam ho chuka hey kala jadu bohat tezi sey phel raha hey logo per haasid log kalla jaduu , safli jaddu amliyat taweezat karwatey hen aur nuqsan pohnachate hen magar kala jadu ka tor karney wala koi amil kamil nahi milta wese to dawa sabhi kartey hen magar woh sirf kalla jaadu ka tor ka dawa he kartey hen unsey koi rohani ilaj nahi hota na unko yeh pata hota hey key jaadu ki kon se qisam hey jaduu ka tor kese ho paaye ga kalla jaduu ka rohani ilaj kaise hoga, hum sey bohat sey logo ney contact kiya jo kalla jaddu key victam thay aur woh bataty hen unho ney har rohani baba key paas jaa kar rohani ilaj karwaya magar koi faayedah bhi nahi hoa kuch ney bataya hamen kuch din aaram mila magar phir sey jaduu wapis aa geya ,isi liay hum learn kala jadu ka tor online course karwatey hen takey aap per koi kallajaadu ka asar naa ho agar koi kallajadoo karwata hey to aapko uska tor ya rohani ilaj mukammal maloom ho, jab tak kalla jaadu ka tor mukammal rohani ilaj naa kiya jaaye jaadu jinnat kabhi bhi peecha nahi chorrtey isi liay aap khud learn kala jadu ka tor karen phir kisi amil baba key paas naa jana parrey.



Contact Amil Baba Ji:  amilbawahelp@gmail.com

Khas Nayab Talisam

kala jadu amil baba talisam

خاص الخاص نایاب طلسم

یہ طلسم ایک تصویر کی شکل میں ہے بہت قدیم و نایاب طلسمات میں سے ہے اپنی مثال آپ ہے ہر مقصد کے لئیے استمعال ہو سکتا ہے اس طلسم سے کام لینے کے ہم یہاں دو مختلف طریقے بتائیں گے جو ہمارے خاص الخاص مجرّب ہیں آپ بھی ان سے استفادہ حاصل کر سکتے ہیں مگر یہ خاص خاص انمول چیزیں کھلے طور پر عام نہیں کی جا سکتی جو قدردان ہوں ان تک پہنچ جاتی ہیں اور ہم بھی یہی چاہتے ہیں جو حقیقت میں حقدار ہو اس تک یہ سب پہنچ جائے ، اب آپ کو وہ دو خاص طریقے بتاتے ہیں جو اس خاص الخاص نایاب طلسم سے کام لینے کے لیۓ استمعال ہوں گے۔ 

ترکیب -١ 

ایک سفید کاغذ پر تصویر بنا کر اپنے سامنے دیوار پر لٹکا دو ساتھ تصویر کے نیچے اپنا مقصد بھی لکھنا ہے پھر تصویر پر نظر جما کر 
سورہٴ الجن ٥٣ مرتبہ پڑھنی ہے اسی دوران تصویر ہلنے لگے گی اس کے اندر سب لکھا غائب ہو جائے گا یہ نشانی ہے حاضرات خدّام ہو چکی ہے اب کام ہو جائے گا عمل کے اختتام پر زبان سے اپنا مقصد کہہ دیں وہ پورا ہو جائے گا۔ 

ترکیب -٢ 

اس میں بھی پہلے سفید کاغذ پر تصویر / طلسم  بنا لیں  ساتھ اپنا مقصد بھی تحریر کریں اور ہاتھ میں پکڑ کر 
سورہٴ نمل کی آیت  قال عفریت من الجن سے امین  تک ١٠٠ مرتبہ پڑھیں اور اس طلسم پر دم کر دیں اس میں بھی آپ دیکھیں گے کہ تصویر غائب ہونا شروع ہو جائے گی اس میں لکھا سب مٹ جائے گا بعد مکمّل تصویر کو آگ لگا کر جلا دیں اور اپنا مقصد زبان سے بولتے جائیں جو بھی مقصد ہو گا وہ ضرور پورا ہو گا۔ 

یہ خاص الخاص دو طریقے آپ کے سامنے پیش کر دئیے ہیں اب آپ اس سے اپنی ضرورت کے مطابق فائدہ حاصل کر سکتے ہیں ، اکثر حضرات اپنے ہر عمل میں ناکامی کا رونا روتے ہیں ان کے لیۓ میرا خاص طور پر یہ پیغام ہے اول تو کبھی بھی کسی بھی حالت میں مایوس نہ ہوں جن کو ایک سے زائد بار عمل میں ناکامی ہو چکی ہو وہ مزید کوئی عمل مت کریں اور اس چیز پر غور و فکر کریں آخر بار بار ہر عمل میں ناکامی کی اصل وجہ کیا ہے ؟ اس وجہ کو تلاش کریں اور اپنی ناکامی کی وجہ جب آپ جان جائیں گے تو پھر باقی کامیابی ہی رہ جائے گی خیر بات لمبی ہو جائے گی پر میری کوشش ہے جتنا ہو سکے آسانی کے ساتھ آپ تک وہ علم پہنچ جائے جو ہمارے پاس ہے۔
طلسم اور اجازت کے لیۓ رابطہ کر لیں۔

Email : amilbawahelp@gmail.com

Hazri Alhakim Al-Hakha'Boot


حاضری الحاخابوت الحاکم الشیطان
==================== 

آج آپ کے سامنے اپنا ایک بہت ہی خاص حاضری کا عمل پیش کرنے جا رہے ہیں خاص جو لوگ حاضری کے اعمال کر کر کے تھک چکے ہیں مگر حاضری اب تک مقدّر نا بن سکی ایک بار اس عمل سے حاضری کریں پھر آپ کی نظر بھی کھلے گی اور سامنے حاضری بھی ہو گی یقین کریں اس عمل میں بہت طاقت ہے اتنی طاقت شائد ہی کسی دوسرے عمل میں ہو بہت ہی آسان عمل ہے پہلے روز ہی حاضری ہو جاتی ہے مگر حد تین روز ہے۔ 

ایک ناپاک سفید کتان کے کپڑے پر پہلے طلسم لکھیں پھر طلسم کو موم بتی یا چراغ میں جلا کر اس عمل کی عزیمت کو ١٠٣ مرتبہ پڑھنا ہے اس سے پہلے ایک سبز رنگ کے کاغذ پر تصویر بنا کر اپنے ہاتھ میں پکڑ لیں اس کو مضبوطی سے پکڑیں کیوں کے دوران عمل وہ آپ سے آ کر وہ کاغذ کو چھینے گا اگر وہ آپ کے ہاتھ سے وہ کاغذ چھین کر لے گیا تو سمجھیں آپ ناکام ہو گئے اور آئندہ بھی اس عمل کو نہیں کر سکتے ،اس لئیے یہاں بڑی احتیاط کی ضرورت ہے جب آپ عزیمت پڑھو گے کچھ ہی دیر میں آپ کو آگے یا پیچھے بہت تیز روشنی نظر آئے گی وہ آ کر فوری آپ کے ہاتھ سے وہ کاغذ کو چھینے گی مگر آپ مضبوطی سے پکڑ کر اپنے عمل کی طرف توجہ رکھیں جب عمل ختم ہو تو دیکھیں اگر وہ روشنی آپ کے سامنے موجود ہے مگر کلام نہیں کر رہی تو تین بار اسکا نام لے کر اپنے ہاتھ میں کاغذ کو چراغ کے نزدیک کر کے گرم کریں وہ خود کلام کرے گا یاد رکھیں آپ نے پہلے کلام نہیں کرنا وہ خود سلام کرے گا پھر آپ جواب دیں اور اسکے ساتھ معاہدہ طے کر لیں اگر نا مانے تو کاغذ کو پھر چراغ کے نزدیک کر دیں وہ مان جائے گا۔ 

ایک چیز اور ویسے تو یہ عمل ایک روز کا ہے اگر پہلے روز آپ نے طلسم جلا کر پڑھائی کی مگر کوئی حاضری نہیں ہوئی تو کم از کم تین روز کریں مگر دوسرے روز ضرور ہو جائے گی لیکن جس سبز کاغذ پر آپ نے تصویر بنائی ہے اسے اپنے پاس اپنی جیب میں سنبھال کر رکھیں جب عمل کامیاب ہو جائے تو تعویذ بنا کر لاکٹ میں ڈال کر گلے میں پہن لیں کیوں کے جب تک یہ کاغذ آپ کے پاس رہے گا یہ عمل آپ کے تابع رہے گا اس لئیے جیسے بھی ہو اس کو اپنے سے جدا نہیں کرنا اور جب چاہے حاضری کر کے اپنا ہر کام لے سکتے ہیں۔


مکمّل عمل کے لئیے رابطہ کریں۔
Email: amilbawahelp@gmail.com

Taskheer Kala Bhairav

amliyat e jinn


تسخیر کالا بھیرو

===========


کالا بھیرو ہندوؤں کا دیوتا ہے یہ عمل خاص ہندو لوگوں کے لئیے ہے مگر کوئی دوسرا یا مسلمان بھی اس عمل کو کر سکتا ہے کیونکہ عمل میں کوئی شرکیہ الفاظ نہیں اس لئیے مسلمان بھی اس عمل سے فائدہ حاصل کر سکتے ہیں اصل میں دنیاوی کاموں میں ایک غلام کی حثیت سے ان کی مدد لینے میں کوئی حرج نہیں ہاں کام جائز و نا جائز کے ذمّہ دار آپ خود ہیں، 
اس عمل کی کل مدّت چالیس دن ہے بس آپ نے چالیس دن بلا ناغہ بھیرو کا بھوجن دینا ہے سب سے پہلے بھیرو کی بھینٹ اگر گنجائش ہو تو کالا بکرا نہیں تو دوعدد کالے رنگ کی مرغیاں دینا ہوں گے  عمل تنہا جگہ ہو گا جہاں عمل کے مکمّل ہونے تک آپ کے سوا کوئی دوسرا نہ جائے روزانہ جگہ اور وقت مقرّرہ پر بیٹھ جائیں سامان (شراب ، مچھلی )  پاس رکھیں اور بخور لوبان روشن کرکے منتر (١٠٨) مرتبہ پڑھنا ہے چالیس دن بعد آپ اس کے عامل ہوں گے، 
اس عمل کی خاص بات اس عمل میں تسخیر باطنی ہو گی یعنی بھیرو ظاہری طور پر مسخر ہو کر آپ کے سامنے نہیں آئے گا بلکہ غیبی طور پر آپ کے تابع و غلام ہو جائے گا اس عمل کا مقصد بھیرو کو حاضر کرنا نہیں بس بھیرو کا بھوجن کر کے کام لینا ہے عمل بہت سخت ہے کیونکہ بھیرو بہت طاقتور ہے دنیا کا ہر کام کرنے کی طاقت رکھتا ہے دوران عمل پہلے روز سے ہی عامل کو خواب میں مختلف شکلوں میں نظر آنا شروع ہو جاتا ہے یہ عمل حاضری کا نہیں اس لئیے اس عمل میں خوف و خطرہ اتنا زیادہ نہیں ہو گا بس عامل مضبوط کو دل ہونا چاہئیے، 
عمل کی مدّت چالیس دن ہے بعد آپ اس عمل کے عامل ہوں گے مگر ہر آٹھویں دن بھوگ دینا لازمی ہے تاکہ عمل قابو میں رہے اور جب بھی کوئی کام لینا ہو تو پہلے بھوگ دینا ہو گا پھر اپنا مقصد بیان کریں مقصد پورا ہو گا عمل میں کوئی خطرہ یا نقصان نہیں بہت پیارا و نایاب عمل ہے جو اپنے چالیس دن محنت کرے گا پھر ساری زندگی اسکا پھل کھائے گا۔ 

 

مکمّل عمل کے لیۓ رابطہ فرمائیں۔

  

Email: amilbawahelp@gmail.com

Taskheer Zetoona Binte Iblees


taskheer e jinn

تسخیر زیتونه بنت ابلیس
==================


یہ عمل زیتونه بنت ابلیس کی تسخیر کا ہے اس عمل کو بھی باتھ روم میں بیٹھ کر روزانہ ایک وقت مقرّرہ پر ١٠٠٠ مرتبہ پڑھنا ہوتا ہے اور ساتھ طلسم کو موم بتی کے گرد لپیٹ کر روز جلانا ہوتا ہے بخور لوبان اور حرمل کا دینا ہے اس عمل کی حد ٧ دن ہے مگر پہلے روز بھی حاضری ہو سکتی ہے یہ سب آپ کی روحانی قوّت پر منحصر ہے حاضری جس دن بھی ہو مگر کلام تب ہی کرنا ہے جب آپ اپنا عمل مکمّل پڑھ چکے ہوں بعد حاضری قول و قرار لے لیں اس عمل میں زیتونه بنت ابلیس خود حاضر ہوتی ہے کالا رنگ ہو گا اور خوبصورت لڑکی کی صورت میں حاضر ہو گی یہ بھی سیکس کی خواہش کرے گی آپ اس کی خواہش کو پورا کریں اور دوران سیکس اس کے ساتھ معاہدہ کر لیں اگر آپ ہر عمل میں ناکام ہو جاتے ہیں کامیابی نہیں ملتی ایسے لوگوں کو دعوت دیتا ہوں ایک بار اس عمل کو بھی آزما کر دیکھ لیں پھر ناکامی کو ہمیشہ ہمیشہ کے لئیے بھول جائیں گے ایک بات یاد رکھئیے اگر آپ بار بار عمل کرتے ہیں اور ناکام ہو جاتے ہیں تو بار بار عمل بدلنے کی بجائے اپنے اندر کی روحانی کمزوری کو پہلے دور کیجئے پھر عمل کرنے بیٹھیں دیکھیں کیسے کامیابی آپ کے قدم چومتی ہے اس عمل میں بھی کوئی حصار نہیں کوئی ڈر خوف یا نقصان نہیں بہت تیز اثر اور مجرّب عمل ہے بعد از تسخیر آپ ہر طرح کا کام لے سکتے ہیں۔
 


عمل مکمّل طریقہ اور اجازت کے ساتھ رابطہ کریں۔

Email : amilbawahelp@gmail.com

Amliyat Ki Duniya

Asslam-u-alykum !
Welcome to The Biggest Web Site On Black Magic & kala jadu Amliyat Ki Duniya !

Rohani Amliyat Ki Duniya:

Rohaniyat kya hey hum ko rohaniyat key baarey mei itna ilm nahi hota amliyat mei rohaniyat ki ya rohani power ki kitni aehmiyyat hey hum nahi jantey isi liay nakam ho jatey hen agar hum pehley sey apni rohani power ko hasil kar len to kabhi bhi Rohani Amliyat ki Duniya mei nakam naa hon gey,ab roohaniyat kese aaye ge iskey liay aap ko aik aasan amal batatey hen , amal parhez jalali wa jamali key sath kiya jaaye ga aur namaz ki pabandi bhi rakhi jaaye ge  (ياحي ياقيوم) "Ya Hayyu Ya Qayyum"  (10000) mrtba aik hi nishast mei bad namaz isha aik time aur jagah (41) di bila nagaha karna hey,doran e amal koi gher sharaye kam nahi karna parhez ka kheyal rakhna hey,InshaAllah pehle chilla mei hi aap key ander kamal ki rohani power aa jaye ge aap ka batin roshan ho jaaye ga aur agar koi musalsal isey (3) chilla nikal ley to phir uskey samney har cheez roshan ho jaaye ge.

Kala Jadu | Safli Jadoo | Amaliyat ki Dunya:

Hum sab ko maloom hey kala jadu hamarey muasharey mei kisi tarah sey phelta jaa raha hey har shakhs ya to jadu ka shakar hey ya jadu krwana chahta hey kala jadoo key amliyat bohat sey mil jaatey hen safli jadoo key bhi amaliyat miltey hen bazar mei amliyat books mei aapko har tarah key amliyat milen gey magar ustad kamil ki ijazat key begher koi bhi amal karna sakht nuqsan ka baayes ho sakta hey agar aap per kisi ney kala jadu karwa diya hey aur aapko jadu ki wajah sey sakht takleef pareshani museebat bemaari ya kuch bhi hey to aap apna ilaj Kala Jadu Amliyat key zariay sey har qisam ka kala jadu, safli jadu ka tor ho jata hey.
Jo log safli amliyat key barey mei nahi jantey unkey liay safli ka matlab bura(bad) ab yeh aik qisam hey jadu ki to iska matlab hoa jadoo ki buri qisam wese to kalajadoo hey he bura magar safli jadoo bohat khaas qisam hey jadu ki jo har kam key liay kiya jaa sakta hey hamarey paas bohat khaas aur mujrrab safli amaliyat ka khazana hey jo hum aap key liay mukammal details key sath yahan post karen gey http://amilbaba786.blogspot.com/

Hamzad,Pari,Jinn,Amliyat|Mujarrab Amaliyat ki duniya:

Hamzad aik satan jinn hey jo hamarey sath peda hota hey aur hamarey ander he rehta hey yeh aam jinnat sey mukhtalif hota hey hamzad amliyat key zariay taskheer kiya jata hey phir jab aapka hamzad tabey ho jata hey to aap apna koi bhi kam sawal jawab sab kuch poch saktey hen hamzad ka amal ka chilla kiya jata hey (41) day's ka hota hey hamzad bohat hoshyar hota hey aasani sey qaboo nahi aata amliyat key zariay sey aap hamzad ko hazir to kar len gey magar hamzad ki taskheer karna bohat mushkil kam hey.
Pari Amliyat(fairy ritual's) sey hum chilla kashi key bad pari ki taskheer kar saktey hen pari bohat khoobsurat hon aisa haqeeqat nahi asal mei pari jinnat key qabeela key badsha(king) ki beti ko kaha jata hey jo malka(queen) key name sey bhi jana jati hey yeh zaroori nahi har pari khobsurat ho kuch bad'surat bhi ho sakti hen jese hum insano mei hota hey pari ko amaliyat key zariay sey taskheer kiya ja sakta hey pari jab amil key tabey ho jaaye to phir amil ki har tarah sey madad krti hey.
Jinn Amliyat ki duniya sab sey aasan bhi aur sab sey khatarnak bhi hey yani jinnat ki takhleeq aag sey hoyee ab humko pata hey aag jala deti hey phir oper sey inki families bhi hoti hen jab koi amliyat key zor sey inko hazir karna chahta hey to yeh hazir ho kar bohat ghussa sey amil sey pesh aatey hen agar amil key peche ustad e kamil ho to koi nuqsan nahi hota warna jaan bhi ja sakti hey isi liay agar kabhi bhi koi jinn ama karna chahtey hen to pehle kisi achay ustad ko talash karen jo mahir e aloom rohani wa makhfi ho agar koi ustad nahi to kabhi amliyat ki books sey dekh kar koi amal naa karen.

Hazri Zetoon Binte Iblees

حاضری زیتون بنت ابلیس 
==================


یہ عمل ابلیس شیطان کی بیٹی زیتونه  کا ہے یہ عمل کو آپ باتھ روم میں بیٹھ کر پڑھیں گے ایک کالے رنگ کی بلی آئے گی اس کے کان میں آرام سے جو کہو گے وہی کام کرے گی دوران عمل بخور لوبان اور حرمل جلانا ہے عمل ایک ہی رات کا ہے عمل ١٠٠٠ مرتبہ پڑھنا حد ہے یعنی اس تعداد کے مکمّل ہونے سے پہلے ہی کالی بلی نظر آ جائے گی یہ اب آپ کی روحانی قوّت پر منحصر ہے کسی کو ١٠ مرتبہ تعداد مکمّل نہیں ہوئی کہ کالی بلی نظر آ گئی کسی کو ١٠٠ کی تعداد کے بعد نظر آئی مگر اس میں کوئی تعداد مقرّر نہیں کسی بھی وقت حاضری ہو سکتی ہے یہی اس عمل کی خاصیت ہے آپ کے سامنے یا دائیں یا بائیں کہیں پر بھی یہ ایک چھوٹی کالی بلی کی صورت میں یا بلی کا بچہ چھوٹا سا ہو اس روپ میں آتی ہے رنگ کالا ہی ہوتا ہے آ کر بیٹھ جاتی ہے آپ اس کو اٹھا کر اس کے کان میں اپنا جو بھی مقصد ہو بیان کر دیں یا اٹھائے بغیر اس کے کان کے قریب منہ کر کے اپنا مقصد بیان کر دیں آپ کا مقصد حل ہو جائے گا اس عمل میں یاد رہے تسخیر نہیں صرف حاضری ہو گی وہ بھی کالی بلی کے روپ میں اور ایک بات یاد رکھئیے ہمیشہ پہلے اپنا کوئی چھوٹا آسانی سے حل ہونے والا مقصد بیان کریں جب عمل مکمّل طور پر آپ کے ہاتھ چلنا شروع ہو جائے پھر چاہے کتنا ہی دور کا یا سخت کام کیوں نہ ہو لے سکتے ہیں بہت خاص آزمودہ عمل ہے کوئی حصار نہیں ڈر خوف یا نقصان نہیں ہے۔

عمل مکمّل طریقہ اور اجازت کے لئیے رابطہ کریں۔


Email : amilbawahelp@gmail.com

Taskheer Umm-ul-kaur

taskheer e jinn amal

تسخیر اُمّ الکور
============

یہ عمل یہودیوں کا ہے اس عمل کے عامل کو کسی دوسرے عمل کی ضرورت نہیں ہمارا خاص مجرّب آزمودہ ہے ام الکور ایک عورت ہے بہت ہی آسان عمل ہے مگر بہت سخت بھی ہر کام منٹوں میں کرتی ہے ہر کام کرنے کا طریقہ علیحدہ علیحدہ ہے یہ عمل عرب کی ہزاروں کتابوں میں موجود ہے لیکن کہیں بھی عزیمت نہیں لکھی گی کیونکہ جس آدمی کے پاس یہ عمل گیا وہ آگے کسی کو بتانا نہیں چاہتا اگر بتائے گا تو صرف کچھ حصّہ مکمّل کوئی نہیں بتاۓ گا ہم آپ کو مکمّل عمل بتائیں گے اس عمل کی خاص بات کوئی تعداد اور مدت مقرّر نہیں بس جو تعداد پہلے دن رکھیں گے کامیابی تک وہی تعداد اور وقت رہے گا ویسے عام طور پر رات کے وقت کوئی ایک وقت اور تعداد مقرّر کر لیں یا ہر نماز کے بعد کوئی تعداد مقرّر کر کے پڑھنا شروع کر دیں اکثر پہلے روز ہی یہ دوران عمل سامنے آ کر بیٹھ جاتی ہے مگر کوئی ڈر خوف یا نقصان نہیں پہنچاتی جس دن یہ سامنے آ کر یا خواب میں آ کر آپ کو عمل بتانا شروع ہو  جائے سمجھ لو عمل کامیاب ہو گیا یہ آپ کو خواب یا ظاہر آ کر عمل بتایا کرے گی ہر کام کے لئیے عمل بتاۓ گی یا آپ کو صبح اٹھنے پر سب کچھ لکھا ملے گا یعنی یہ خود بتاۓ گی کہ مجھ سے کوئی کام لینا ہو تو کیسے لے سکتے ہیں اگر روحانیت کی طاقت اچھی ہو تو پہلے روز ہی کامیابی مل جاتی ہے اگر آپ کی روحانی قوّت کمزور ہے تو تین سے سات دن بھی لگ سکتے ہیں مگر مایوس نہ ہو آج تک تین دن سے اوپر گیا نہیں ایسا نایاب عمل چراغ لے کر ڈھونڈھنے سے بھی نہیں ملے گا اگر استاد کوئی اچھا عمل دے تو اس کو چھوڑو مت جب تک کامیاب نہیں ہو جاتے اور جن کے ارادے مضبوط ہوں حوصلے بلند ہوں دل میں پختہ یقین ہو دماغ روشن ہو وہ اپنی منزل با آسانی پا لیتے ہیں۔

مکمّل طریقہ اور اجازت کے لئیے رابطہ کریں۔

Email : amilbawahelp@gmail.com 

Hazri Rahba Binte Iblees

amliyat e jinn


حاضری رهبه بنت ابلیس 
================= 


آج آپ کے سامنے جو عمل پیش کرنے جا رہا ہوں وہ ہمارا خاص مجرّب عمل میں سے ہے جس کی کامیابی کی ١٠٠٠ فیصد گارنٹی دیتا ہوں سب سے پہلے بتا دوں اس عمل سے ایک لڑکی کی حاضری ہوتی ہے جو شیطان کی بیٹی ہے اس کا رنگ کالا ہے مگر بہت خوبصورت شکل میں حاضر ہوتی ہے حاضری ایک ہی دن میں ہو جاتی ہے لیکن عمل مدت حد ٧ دن ہے جب حاضری ہو وہ زنا (سیکس) کی خواہش کرتی ہے آپ کو وہ پوری کرنی ہو گی دوران سیکس آپ اس سے قول و قرار لے لیں کہ اپنی دوبارہ حاضری کا طریقہ بتاؤ ؟ اور جب بلاؤں فوری آؤ اور جو کام کہوں اسے پورا کرو  بدلہ میں وہ کوئی شرط رکھے گی اگر آپ کو منظور ہو ٹھیک ورنہ کوئی دوسری شرط کا مطالبہ کریں جو آپ پوری کر سکتے ہوں بس اس شرط کو راز رکھئیے گا ہمیشہ آپ کی غلام رہے گی آپ کے ہر حکم کی تعمیل کرے گی اس عمل میں کوئی حصار نہیں ہو گا کوئی ڈر خوف یا نقصان نہیں ہے بہت خوبصورت شکل میں حاضر ہوتی ہے اور سیکس کر کے خوش ہوتی ہے آپ کا جب دل چاہے اس کو بلا کر اس کے ساتھ سیکس کر سکتے ہیں اور اپنا کوئی بھی کام ہو وہ بھی لے سکتے ہیں۔

 
عمل مکمّل طریقہ اور اجازت کے ساتھ رابطہ کریں۔

Email : amilbawahelp@gmail.com